Thursday, August 20, 2009

Quran pak ki malomat-3






Quran pak ki hurf ki tadad hy 323760.Quran pak ki ayaten hain 6666.Quran pak k roko hain 540.Quran pak main zabar hain 53223.Quran pak main zeir hain 39582.quran pak main paish hain 8804.Quran pak ki makih sorten hain 86.Quran pak ki madni sorten hain 28.Quran pak ki wo wahid sorat hy jis ke shoro main MISMILLAH nahe parri jati hy wo sorat hy.sora-e-tobah.sora-e-rehman ko Quran pak ki zenat kaha jata hy.Quran pak main ALLAH ka naam 2697 baar likha gaya hy.Quran pak main nabi(S.A.W) ka naam 4 maqmat par hy.Quran pak k pehle hafizz ka naam hy nabi kareem(S.A.W)Quran pak main total sajde 14 hain.Quran pak main 5 masajid ka zikar hy.(masjid-ull-haram).(masjid-ull-aqsa).(masjid-ull-nabvi).(masjid-ull-quba).(masjid-ull-zarar).sora-e-yasen Quran pak ka dil hy.

No comments:

Post a Comment